Kahaan bhaaga jaata hai, dil?
Ruk to zara, main bhi aayee, main bhi aayee!
(dil says,)
Rokna na mujhe, tokna na mujhe
Yun hi haare hue boodhe aur bichhade
Sahi kya hai galat
Ye na jaane tumhe
Aayega kab samajh
Main to hoon manchala
Ghoomna hai kala
Samjhoge nahin
Yun hi baithe hue
Zara chhodo mujhe
Main hava hoon hava
(I say)
Arrey ruk to zaraa
Kahaan khoya hai tu?
Bada moya hai tu.
Zara dum bhar to loon
Tera jaata hai kya
(dil says)
Achha aata hoon chal,
Tu kahaan maanega.
Saath jaana hi hai
Haath thaama hi hai
Ab de muskura
Zaraa aaye mazaa
Ruk to zara, main bhi aayee, main bhi aayee!
(dil says,)
Rokna na mujhe, tokna na mujhe
Yun hi haare hue boodhe aur bichhade
Sahi kya hai galat
Ye na jaane tumhe
Aayega kab samajh
Main to hoon manchala
Ghoomna hai kala
Samjhoge nahin
Yun hi baithe hue
Zara chhodo mujhe
Main hava hoon hava
(I say)
Arrey ruk to zaraa
Kahaan khoya hai tu?
Bada moya hai tu.
Zara dum bhar to loon
Tera jaata hai kya
(dil says)
Achha aata hoon chal,
Tu kahaan maanega.
Saath jaana hi hai
Haath thaama hi hai
Ab de muskura
Zaraa aaye mazaa